Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayatullah sistani 
Question agr ek larka or larki ki baat tey ho gai ho or nikah 2 months k baad ho to kia wh dono msgs pr baat kr saktay hain,agr nahi kr sktay or kr li ho to ab kia krna chaiay 
Answer Mangiter na mehram he aur Mangiter se aam mamool ki bat cheet karney me jis k under koi shawat angaiz bat na ho , koi haraj nahi he lakin is me bhi shart he k is se koi jinsi lazzat hasil na ho aur na hi haram me pernay ka khof ho. Warna haram he. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 3, ques # 115, pg # 57) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.