Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question mera aap se sawal he ke bajamat namaz ke doran pehle rakat me tauz aur tasmia parhte he aur agly rakat ke shuru me bismillah parhte hein 
Answer Wo namazain jo dheemi aawaz sai parhi jaati hain un mai ehtiyat e wajib ki bina par mamoon (ba jamat namaz parhnay wala) ko al-hamd aur surah nahi parhni chahiay. (Bismillah surah ka hissa hota hai)aur koe zikr ya durood parhnay mai mashgool rehna afzal hai. Aur wo namazain jo buland aawaz sai parhi jaati hain un mai agar wo imam e jamat ki awaz sun raha ho to wajib hai k mamoon (ba jamat namaz parhnay wala) al-hamd aur surah ko na parhay. (Ref: Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # masla # 812) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.