Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question me puchna chahti hoon k mera 10 mah ka baita hai aur me usey doodh pilati hun kya muj per roza farz hy? 
Answer Ager bache ka doodh pena maan k uper munhasir(depend on) hai or doodh kam ho to ager roza rakhna kud maa k liye ye bache k liye muzir ho to ap per roza rakhna wajib nahi hai or zarori hai k her din k badle 1 mud khana sharai faqeer ko dain aor baad main roze ki qaza karain Ager orat ramzaan ke roze haiz ya nifaas ki waja se na rakhe to ramzaan ke baad is ko us rozoo ki qaza karni ho gi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1700,1673). Update on dated 22-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.