Answer |
Mustahabb hai k samajhdar bachay ko (yani os bachay ko jo buray bhalay ki samajh rakhta ho)namaz parhnay aur dusri abadaat bajalanay ki aadat dali jae balke mustahabb hai k osay qaza namazain parhnay par bhi aa’mada kia jae. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1370) |