Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khamnaie 
Question Aihtilaam kay baad Ghusl-e-Janabat kay waqt wo hissa jo aihtilaam ki wajah say Sperm say najis hoa hay wo paak karna zaroori hay ya nahi ? aur agar masala na jantey hoay is baat ka ghusl sey pehlay khayal na ho kay najis hissa pak karna hay to us kay liye kiya hukum hay ?aur pehlay ki namazoo ka kiya hukum hay. 
Answer Ghusl shuroo karnay say pehlay pooray badan ko dhona wajib nahi,balkay har uzu ko dhonay kay liye itna kafi hay kay ghusl kay waqt paak ho.is bina par agar ghusl say pehlay uzu-e-badan paak ho to ghusl aur namaz dono sahih hay.aur agar uzu ghusl say pehlay paak nahi hay to namaz aur ghusl dono batil hain.aur namaz ki qaza wajib hay.chahay wo masala na bhi janta ho.Ref:Tauzeehul Masail A.Khaminae Q.No.192 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.