Answer |
Jee nahi Mian aur biwi ka French kiss karnay sai roza batil nahi hota hai. albetta rozay ki halat main mani nikalnay k qasad k bagair insaan ka apni biwi ka bosa lena ya koi shawat angais kaam karna makrooh he.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1553, 1629) |