Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalam O Alaikum , Kiya fajar ki azan ke waqt sher khaya ja sakta hai k nahi aur kin sharayet main kha sakta hai , Shukriya  
Answer 1-Rozay daar k liay zarori hay k Azaan e subh(fajr) se maghrib tak 8 chezoon se jo baad main biyaan ki jain gi perhaiz karay. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # before 1531). 2-Jab roze daar khana(food) kha reha ho agar usay maloom ho jaay k subah(fajr) ho gae hay to zarori hay k jo luqma mooh (mouth) main ho usay ugal day. Aur agar jaan boojh kar wo luqma nigal lay to us ka roza baatil hojaay ga aur kaffarah bhi daina hoga. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 1555). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.