Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Mera Sawal ye hy ky mera aj roza tha main fajar ki namaz parh ky akay sogaya or utha to mani kharij ho gai khud ba khud to kiya mera roza hoga ya nahi 
Answer Ehtelam hone se roza batil nhi hota. agar chah rozay dark o ilm ho k agar din mai soe ga to osay ehtilam ho jae ga yani sotay mai mani kharij ho jae gi tab bhi os k lie sona jaiz hai.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1571) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.