Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question AGAR KOE APNI BIVI K SAT RAMZAN ME HUMBISTARI KARLAY TO US KA KAYA KUFFARA HOGA YA SACCHI TOBA KARNA SA ALLAH PAK UNKO MAFF KARDAINAGAY, PLZ ADIVSE???? 
Answer 1)Jima karna se roza batil ho jata hai. 2)Agar koi shakhs ramzan k roze ko jaan bojh ker jima aur janabat per baqi rahne ki wajah se batil karey jab k jabar (zabardisti) aur na’chari ki bina per nahi balkeh amadan(jaan boojh kar) aur ikhtiyaar se aisa kia ho to is per rozay ki qaza k alawa kaffarah bhi wajib ho ga. Aur jo koe mazkoora omoor k alawa kisi aur tariqay se roza baatil karay to ehthiyaat e mustahab ye he k wo qaza k alawa kaffarah bhi day. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1565, 1630) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.