Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalam 0 Alikum ager rat main bivi ky sath janabt ki jay ramazan main to kia sahri kar ky roza rakh sakty hain please tafseel sy bataye ga 
Answer 1)Agar Junub shakhs ramzan me jan booj kar azan e subah tak ghusl na karay ya jis shakhs ka fariza tayammum ho wo jan booj kar tayammum nah karay to zarori he k us din ka roza pura karay aur phir aik din aur roza rakhey aur q k ye tay nahi he k ye dosra roza qaza he ya saza , lehaza ramzan k is din ka roza bhi ma,fiz zimma ki niyat se rakhe aur ramzan k bad bhi jis din roza rakhe is me qaza ki niyat na karay. 2)Agar koi shakhs ramzan ki raat me junub ho jay to agar wo jaan bojh ker ghusl na karay yahan tak k waqt tang ho jay to zarori he k tayammum karey aur roza rakhe , is ka roza sahi he. (Ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 1591 , 1594)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.