Answer |
aam halat mein bhi yeh ikhtiyaar hai keh chahay ghusul bhaith kar karay ya kharay reh kar ya kisi aur position mein ghusul karay. aur jahan tak halaq tak ya naak kay andar tak pani ponchanay ki baat hai to in jago par pani ponchana zaroori hi nahi hai, kyon ke har woh jaga jo jisim ka batin (inner) shumaar ho us ka dhona wajib nahi hai. REF: A.Sistani, Tauzeeh ul masail, masla no: 373. |