Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question kiya agar kise larki ko menses ho tu woh roza rakh sakti ha ya nahe detail ma batae 
Answer 1)Din me (roze ki halat me ) haiz (menses) ka khoon ajaay to agarche ye khoon maghrib k kareeb hi q na aaye is ka roza batil hai. 2)Is halat me wo roza nahe rakh sakte hai. 3)Ramzan k wo rozay jo kisi aurat nai haiz ki wajah sai na rakhay hoon zaroori hai k un ki qaza karay . (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla #1612, 448, 459 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.