Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khamnaie 
Question Salam! Agar kisi educational institution mein ya hostel mein agar koi non muslim saath study karta ho ya rehta ho to kia us ko salam kar saktay hain aur kia us kay sath 1 hi bartan mein khana pena jaiz hay? aur kia us ki roz marah ki cheezain istamal kar saktay hain ya nahin?  
Answer agar yeh non-muslim ahl-e-kitaab hai. for eg. iisai (christian), yahoodi (jews), to yeh paak hai. aur agar ahl-e-kitaab na ho to yeh najis hai. lehaaza kafir-e-kitabi kay saat khana pina jaiz hai. aur gair-kitabi-kafir kay saat bhi khana pina us waqt jaiz hoga jabtak us kay badan ki saraiyat karnay wali rutubat kay mas (touch) honay ka yaqeen na ho, agar najasat ka yaqeen ho jai to khanay pinay aur namaz mein istimaal ki janay wali cheezain jo najis ho gai hain un ka paak karna wajib hai. REF: A.Khamnaei, Tauzeeh-ul-masail, hisa 1 (ebadaat), Q 334+346. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.