Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Yu tu Ramazaan mein Roza ki Niyat Hamesha Raheti hai, aur ish dafah bhi thi, magar Mein ne Raat mein Apni Biwi se Sohbat Ki aur Gusle Janabaat ki Haalat Mein Sehri Ki ( Roza Rakha), Ghar chota hone ki wajah se sharam ke maarey mein ne Gusool Baad Naamaze Fazr Subah 10 Baje Kiya kya Mera Roza Kabool hoga, jab ke meri biwi ish baat se hamesha mana karti rahi Ke aaisha mat kijiye roza kabool nahi hota gusool e janabaat ki halaat mein 
Answer 1)Agar Junub shakhs ramzan me jan booj kar azan e subah tak ghusl na karay ya jis shakhs ka fariza tayammum ho wo jan booj kar tayammum nah karay to zarori he k us din ka roza pura karay aur phir aik din aur roza rakhey aur q k ye tay nahi he k ye dosra roza qaza he ya saza , lehaza ramzan k is din ka roza bhi ma,fiz zimma ki niyat se rakhe aur ramzan k bad bhi jis din roza rakhe is me qaza ki niyat na karay. 3)Agar koe shakhs ramzan k roze ko jaan bojh ker janabat per baqi rahne ki wajah se batil karey jabkeh jabar (zabardisti) aur na’chari ki bina per nahi balkeh amadan(jaan boojh kar) aur ikhtiyaar se aisa kia ho to is per rozay ki qaza k alawa kaffarah bhi wajib ho ga. Aur jo koe mazkoora omoor k alawa kisi aur tariqay se roza baatil karay to ehthiyaat e mustahab ye he k wo qaza k alawa kaffarah bhi day. 2)Agar koi shakhs ramzan ki raat me junub ho jay to agar wo jaan bojh ker ghusl na karay yahan tak k waqt tang ho jay to zarori he k tayammum karey aur roza rakhe , is ka roza sahi he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1591, 1595, 1630) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.