Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question safar mein roza farz hai ya nahi? 
Answer 1)Jis musafir k lie safar mai 4 rakati namaz k bajay 2 rakat parhna zaroori ho osay roza nahi rakhna chahaea lakin jo musafir puri namaz parhta ho maslan wo shakhs jis ka pasha hi safar ho ya jis ka safar kisi na-jaiz kaam k lie ho to zaroori hai k safar mai roza rakay. 2)Ramzan mai safar karnay mai koi haraj nahi hail akin rozay sai bachnay k lie safar karna makrooh hai. 3)koi shakhs jisay ye ilm na ho k musafir ka roza rakhna batil hai agar safar mai roza rakh lay aur din hi din mai osay masla maloom ho jay to is ka roza batil hail akin agar maghrib tak hokum maloom na ho to is ka roza sahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1685,86,90) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.