Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ehtelam 
Question sir g agar men ko ehtelam ho jay raat ko sotay huway os ko pata bhi na chalay aur subha roza bhi ho tu kaya kary ga? 
Answer Agar koi ramzan me subah ki azan k baad jaghe aur ye dekhay k ise ehtelam hogaya hai to agarche ise maloom ho k ya ehtelam azan se phele hua hai is ka roza sahe hai .(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla #1606) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.