Question |
ASSLAM-O-ALIKUM,
app say ek fatwa pochna tha aqa-e-seestani ki book roza main 196 per hai kay yahodiwoo aur asrail ki products use karna haram hai. tahira rasaly nay asa paper nakala hai jis main unn companies ka nam lakay hain maslain neslta,leverbrother....
main nay aqa-e-sistani kay wakeel ko phone kar kay inn companies ka poucha tu unhoo nay kaha kay tahqee wajab nahi aur agar dil na waqeen kar raha hoo tu app use kar sakti hain tu yaha ek taraf fatwa hai dosree tarah waqeel mana kar rahay hain tu iss sorath main hum amal karain yaa na karain.
jazkallah |