Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name AYATULLAH SAYYED ALI SISTANI SB. 
Question 786 MASJIDE ZARER KOUN SI MASJID HY ? AUR QURAN ME KIS SURA AUR AYAT ME ISKA ZIKR HY ? 
Answer 1)Masjid e zerar ka tazkira Surah tuba surah #9 para #11 ayat #107 mai hua hai. 2)Ya masjid zerar(musalmano ko nuqsan pouchne k lye) musjid quba k qareeb munafiqeen k qile k tore per temeer hoi thi aur loqo ne pegambar e islam (s.w.a) se is ka ifteta karana chaha tha to qudrat ne is k inhedam(barbad) karne ka hukam diya . wazeh rahay k masjid e zerar ka jala dena aur kura ghar bana dena masjid k ehtram k manafi nahi hai bal k is baat ka elan hai k ye emarat masjid nahi hai aur har masjid ki shakal ka nam masjid ho skhta hai. (ref.allama zeeshan haider jawadi k quran ka tarjuma pg# 440, Surah tuba #9 para #11 ayat #107 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.