Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Mera sawla ye hay k agar koi insaan musalsal kasain khaey ,aima-e-tahireen as ki kasam,quran ki qasam khuda ki qasam rasool ki qasam apnay baap ki qasam etc etc... but usay apnay jazbaat par zara barabar bhi control na ho aur phir wohi gunah kar baithay kay jis kay na karnay ki usnay qasmain khaei theen to kiya ye tamam qasmain maani jain gee because usay apnay jazbaat par control nahi tha ,secondly agar ye tamam qasmain maani jaingee to is ka izaala kis tarah say kiya jaey aur in tamam qasmoo kay gunaahoo ko kis tarah say radd kiya jaey ? 
Answer Agr wo shakhs aysi qasamen khata hai jo sharae qasam ki sari sharton per mushtamil ho to (jese apne frmaya k Allah ki qasam khai) is surat men is qasam ki mukhalifat krne se insan gunahgar hojata hai, lehaza us per per wajib hai kaffara de, matlb 10 faqeeron ko khana pet bhar kr khilaye ya phir unhen poshak (libas) pehnaye (ata kre). Lekin quran wegera ki qasam khana is qism ki qasmon ki koi sharae hesiat nahi hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2633-34). Update on dated 31-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.