Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Assalam 0 Alikum. Mufhti sahab hum bohot badi pareshani me hum handicapt hai hame baitne nahi ata kya aap hame bata sakte hai ke es halat me roza rakh na zaroori hai.Plz rpy. 
Answer Agar roza rakhna aap k lie shaded taqleef ka ba’is ho to aap par roza rakhna wajib nahi hai lakin zaroori hai k har rozay k badlay aik mudd toam yani gandum kisi faqeer ko dain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1696) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.