Answer |
Wazoo k mubtilaat mai sai hai k khud peshab ya pakhana karna na k doosro ko karana is lie agar aap nai bachay ko toilet karanay sai pehlay wazoo kia hua ho to aap ka wazoo batil nhi ho ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 322)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |