Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name imam abu.haneefa 
Question Asalam.u.alaikum. Mera sawal ye hy k roza k doran agar music suna ja.ey ya lrkio ki tasveeray daiki jaey jis my wo neem barhana ho tau is sy roza par kya fark paray ga? 
Answer 1) Ginna haram hai, Is sai murad wo batil kalam hai jisay aisi lai k sath gaya jay jo lohv o laeb ki mehfiloo sai makhoos ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2043) 2)Ethiat e wajib k toor per fahash tasweeron(porn pictures) ko dekhna haram he agar chahah shak aur lazzat k bagair dekha jay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 463 pg # 254) 3)Ginna aur fahash tasweero ko dekhnay sai roza batil nhi hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1553)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.