Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Q.1- Agar main Naamaz-e-Jumma agar wajib-e-tehremi ki neyat say perta hoon to zoher ki namaaz sunnat ki neyat say perhoon ya farz ki. please jawab jald dain. shukriay  
Answer B.T. jume ki namaz wajibe takhyiri he. is se murad yeh he ke jume ke din mukallaf ko ikhteyar he ke agar namaze juma ki sharayet mawjud ho to jume ki namaz padhe ya zohar ki namaz lehaza agar insan jume ki namaz padhe to wo zohar ki namaz ki kifayat karati he (yaani phir zohar ki namaz padhna zaroori nahi he) (tawzihul masail, Aqai Sistan d.b. masaala no. 720) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.