Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name np 
Question ma jb bhi dari trim krwata hn tou electric machine se karvta hn or neck k neche wale ball blade se clean kra leta hn lekan meri khat rkhne ki neyat nahi hoti tp mje bta dain k keya ye khat ho jata ha plz  
Answer Jis darhi ka bataur e ehtiyaat mundwana haram hay wo dono jabrho per ugay hoay baalo ko shamil hay. Rukhsaar per ubhri hoe jagah k baalo ko saaf kerna haram nahi hay.(Ref: Jaded fiqhi masail, A.Sistani d.b, masal#487). Note: khat banwanay ki niyat kerna zarori nahi hay. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.