Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ASLAMOALIKUM 
Question A.A. SIR ME JAN.NA CHATA HU K RAMZAN MUBARAK ME SHOHAR OR BIVI KO KESY RHNA CHYE MATLAB KOI PARHEIZ?YA WO APAS ME PYAR KR SAKTY HA?ALAWA ROZY KI HALAT 
Answer Ramzan Mubarak main faqat rozey ki halat main shohar or bivi hambistari or mani nikaalnay k qasd se cheerh chaarh nah karain. Roza mukammal honay k baad or roza ka waqt shuru honay se pehlay shohar or bivi tamaam jinsi ta,aluqaat qaaim ker saktay hain. (Ref : Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani d.b. masla #before 1531, 1553,1576). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.