Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question rozay ki halat mien agur husband wife aik doosray k itnay close ho jayien k biwi bagher sex kiye discharge ho jaye to kia roza khatum ho jaye ga? Doosra rozay mien aap blood test ketva saktay hain? 
Answer 1) Agar rozy daar mani nikalny k irady k baghair apni biwi se cherh charh or hansi mazaaq kary or usay itmenaan ho k mani kharij nahi hogi to agarchey ittefaqan mani kharij ho jaay , us ka roza sahi hai . albatta agar usy itmenaan nah ho to is sorat main jab mani kharij hogi to os ka roza batil ho jay ga . 2) Agar khoon dena kamzori ka sabab bany to ye makroo hai warna makhrooh bhi nahi hay . (Ref : Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani d.b. masla #1576,1629 ) . (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.