Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Asslam o Alaikum, Mera sabal hai ke Raat mein soye aur neend mein laga ke mujhe ehtlam ho gaya aur phir bad mein pata chala ke aisa nahin hai, aur kapda bhi gila no hua to aisi surat mein gusal wazib hai ya nahin,aur agar wozu kerke quran sharif padh sakte hai ke nahin iske bare mein is masle ka kiya hal hai. Khuda Hafiz  
Answer Agar insan ko shak ho k mani kharij hoe hay ya nahi tu os per ghusl wajib nahi hay. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 351) Note: Q k halat shak main ghusl e janabat wajib nahi hota is liay aap Quran bhi perh saktay hain or namaz waghaira bhi. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.