Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name halat e ehtlam 
Question A/S kia ehtalam hone k bad sari mani kharij na ho or nali me pans jae us ko nikalne se roza tot jata ha ya ni mani ko nikalne k liye nali ko kpry se ragra tha please is ka jawab de dain shukria 
Answer Jab rozey daar ko ehtelam hojay , agar osey maloom ho k mani nali main reh gae hai or agar ghusal se phely peshab nahi karey ga tu ghusal k baad mani os k jism se kharij hogi tu ehtiyat e mustahab ye hai k ghusl se phely peshab karey , or aap ka roza batil nahi hoga . (Ref : Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani d.b. masla #1574 ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.