Answer |
Hazrat imam jafar sadiq (a.e) farmate hain , jo shaks gunahon se toba karna chahta hay to usey pehly wuzo karna chahaiy ,phir 2 rakat namz parhey or khuda se maghfirat talab karey to khuda uski toba qabol karta hai. (Ref: kitab toba, mo,allif ayatollah dastaghaib sherazi ). |