Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question aslama alakum g me poochhna chahti hoon ki womens ke kuchh roze reh jate..hai...to kya unhe pura karna jaroori hota hai....jaroori hai to kabh rakh sakti hai rahe huye roze......plz batao. 
Answer Haiz or nifaas ki wajah se jo rozay qaza ho jaatay hain on ki qaza karna zarori hai or ehtiyaat e mustahab ki bina par aglay ramzan se phely in rozo ki qaza ker li jaay. Or agar aglay ramzan se pehlay qaza nahi bja lae gae tu har rozay k badlay ¾ kg khana fidya e takheeri k taur per daina hoga. (Ref : Minhajus Salaheen Ayatullah Sistani d.b. Part #1 , masla # 1045,1047) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.