Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question agar kisi insan apni bibi se sohabat kare or sahari ke waqt sahari kare or maa or baap ke lehaz karke subho 10am ya 12pm ko ghosal kare uska roza mukamal hoga? 
Answer Agar junub shaks ramzan main jaan bojh ker azaan subah tak ghusl nah karay tu zarori hai k os din ka roza pora karey or phir ek din or roza rakhey or choon keh ye tay nahi hay k ye dosra roza qaza hai ya sazah , layhaza ramzan ka os din ka roza bhi maa-fiz-zimma ki niyat se rakhey or ramzan k baad jis din roza rakhey or os main qaza ki niyat nah karey . ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1591). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.