Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Kai mani ya mazi nekalne sy rozay par koi asar parhta hai ? Aksar r0ze ki halat main girlfrind sy bt krte waqat chand qatrey nekal jate hain wo kai hote hain plz my first question plz plz sir ans me plz 
Answer 1)Agar rozay dar mani nikalnay k iraday k bagair misaal k taur per apni biwi(ya na,ozo billah kisi namehram lerki) se cheerh chaar ya hansi mazaq karay aur ose itminaan ho k mani kharij nahi ho gi to agarchah mani kharij ho jay is ka roza sahi he. albatta agar ose etminaan na ho to is surat me jab mani kharij ho gi to is ka roza batil ho jay ga. 3)ye bhi makrooh hai(haram nahi hai) k mani nikalne k irade k beghair insaan apne biwi ka bosa le ya koi sehwat anghaiz kaam kare. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1576) 2-Mazi k nikalnay se roza batil nahi hota. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1553) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.