Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question salaam.mera 2 question 1 question yeh hai ke meri shadi ko 3 saal hoge hai or main pregnat nahi ho rahi. problem /kami mere husband hai humne bohot treatment kari hai raohni alaaj bhi kare magar koi faraq nahi parha.doctor ne jawab bhi de diya ke main khabi bhi pregant nahi ho hogi. to es muskeel main mujhe kiya karna chaiye.mujh me or mere husband me bhi bohot tensione or problem rehti hai.har waqt suchte rehna kissi or ke dekhna ke pregnat hai to udas ho jana. 2 question yeh hai ke pehle husband hote kiya larki 2 nikha kar sakti hai. 2 nikha ek saath ho sakte hai?bas ulaad ke liye or kissi waja ke liye nahi.or kiya larki apne husband ke bhai se pregnat ho sakti hai. sirf apne husband ki udasi or problem dor karne ke liye ek kami door karne ke liye. ke apne husband ko khush rakhne ke liye.please meri help kare main bohot tension me ho ke apne husband kase khush rako or kase khud khush raho. 
Answer 1) Mautabar rewayat main hai k talab e aulad k liay aal e Imran ki ayat#38 or sorah ambiya ki ayat#89 ko 11 martaba parhey or likh ker apney pass rakhey tu naymat e aulad se sarfaraz hoga. (Ref : KitabNaway e Salaheenpg #343 ) 2) Shohardaar aurat se shadi kerna haram hay.yani aik aurat aik hi waqt main 2 merdo k nikah main nahi reh sakti (Ref : TauzeehulMasailAyatullah Sistani d.b. masla #2366 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.