Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question agar magrib k bad soo jain to isha ki namaz hogi 
Answer Note : Is website mai fiqh e jafaria k mutabiq jawabat diay jatay hain. Maghrib or isha ki namaz ka time mukhtar shaks k liay aadhi raat tak hota hai lekin jin logon ko koe uzor ho maslan bhool janey ki waja se ya neend ya haiz etc ki waja se aadhi raat se phely namaz na parh sakey hoon tu on k lie maghrib or isha ka time fajir tulo honey tak baqi rehta hai (Ref : Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani d.b. masla #724 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.