Answer |
Aitekaaf 3 din se kam sahi nahi hai or 3 din se ziyada sahi hai.7 ndin aitekaaf main baithna sahi hay laikn agar koe 5 din aitekaaf main baithna chahaiy tu os ko chahiay k wo aik din or aitekaaf ki niyat se batithay (yani 6 din aitekaaf main baithay). ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, pg# 477-8, Jadeed masail). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |