Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Agr roza rakhnay say pahlay ekhtalam ho jaey to kiya roza rakh saktay hain jab kay ghusal nahi kiya 
Answer Agar Junub shakhs ramzan me jaan boojh kar azan e subah tak ghusl na karay ya jis shakhs ka fariza tayammum ho wo jan boojh kar tayammum nah karay to zarori he k us din ka roza pura karay aur phir aik din aur roza rakhey aur q k ye tay nahi he k ye dosra roza qaza he ya saza , lehaza ramzan k is din ka roza bhi ma,fiz zimma ki niyat se rakhe aur ramzan k bad bhi jis din roza rakhe is me qaza ki niyat na karay. (.( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah #1591 ).(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.