Answer |
Zarori hay k insaan namaz qurbat ki niyat say yani Allah ki baargah main pasti or khuzu k izhaar k liay perhay or ye zarori nahi keh niyat ko apnay dil say guzaray ya maslan zaban say kahay keh 4 rakat namaz e zuhar perhta hon qurbatan illal laah.(Ref:.( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah #930 ) |