Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Agha Sistani 
Question agha sahab mera sawal ye hy k ye haq mehr kyun rakha jata hai, aur is k ada na karne par kya gunah milta hai? aur shadi raat biwi k sath jima krne se valime me kuch asar parhta hai kya? 
Answer 1-Meher kisi aurat se nikah kerne k sabab se ya nikah k baad os ko mo,ayyan(fix) kerne k sabab ya jima kerne k sabab aurat ka huq hota hay. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),minhaajus saliheen part#3, maslah before#286 ). 2-jab aik aurat se mehr e mo,ayyan per nikah kia ho to shohar per meher daina wajib hay. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),minhaajus saliheen part#3, maslah before#299 ). 3-koe asar nahi perhta. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah #4,388). Update on dated 24-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.