Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistani 
Question ahtalam ya janabat k baad ghusal karliya jae, lekin raat ko sone k liye agar wohi kapre pehan kar so jaya jae jis par mani lagi ho to kya subah uth kar dobara ghusl wajib ho jata hai. Does contact of somebody who is pak to mani(semen) necessitates ghusl. kisi maslak men to semen\mani ko pak qarar diya hai or aise clothing jis par mani lagi ho, pehne huay prayer krna jab body ko ghusl kr k pak kr liya gya ho, ko correct qarar diya hai. hamare fiqh ki is pe kya ruling hai? 
Answer 1)jis kapry pe mani lagi ho us ko pehnny se dobara ghusl wajib nahi hota hai albetta agar os kapray par mani lag gae ho to namaz parhnay sai pehlay os ko pak kia jae ga pir hi namaz sahi shumar ho gi. 2)Mani najis chezon main se hai pak nahi hai. (Ref : Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani d.b. masla #345,80 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.