Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Kia rozay ki halat mein kan aur nak mein dawa dal sakte hein.aur is ka itikaf per kia asar parta hay 
Answer 1)Kan main dawa dalny se roza batil nahi hota chay us ka zahiqa galy main mehsos ho. Or nak main dali jany wali dawa agar galy tak na ponchey to us ka roza batil nahi hota. 2)Agar nak mai dali janay wali dawa agar halaq tk pounch jae to to os sai roza batil ho jata hai aur agar roza batil ho jae to itikaf begair roza k sahi nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1557, itikaf masla # 2)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.