Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Kya mai ek din me zohar aur asar or koi 3 namaz kaza karloo kya me wo 3 kaza namaz usi din ishaki namaz ke bad ada kar sakta hoo aur kaza namaz ke nuksan aur faeede bataeye pls pls pls 
Answer Wajib hai k namaz ko waqt k ander perha jay kisi bhi terah namaz ko perhne main itni takheer karna k qaza ho jaay haram hai. (Ref : Jadeed fiqhi Masail Ayatullah Sistani d.b. masla #64 , pg #69 ). v(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) Note: wajib har os kaam ko kaha jata hay jis ka ada kerna zarori ho or khuda wajib kaam k ada kerne per sawaab bhi ata kerta hay jab haram kaam kaam se bachna zarori hay agar haram kaam ko anjaam diya jay tu khuda is per saza daita.or khuda k naraazgi hi sab se berhi saza hay. Laihaza khuda ki saza or naraazgi se bachnay k liay tamaam haram kamo ko terk kia jay or tamaam wajibaat ko on k waqt k ander(in time) ada kia jay.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.