Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name family planning 
Question Asalam-O-Alaikum,mera shadi k 4 month me hamal tahra tha,phr us k 4th month ka bay ka misscarriage ho gaya,ab 2 saal ho gaye shadi ko laikin ab tak khuwahish poory nahi ho paye bohat try ki,merai hasband k test theek aaye hain,merai 1 test me prolactone badhai howai batain hain Dr nai,laikin ab wo bhi nahi hai,please help me hamai aulad ki khuwahish hai,aur kuch loag nahi chatai k ham sahb-e-aulad hoon,plz replyyy 
Answer Agar koe darj zail asmaa e husna ko talab e aulad ki niyat say 40 rooz tak har namaz k baad bila-nagaa 40 martaba perhay to wo sahib e aulad ho jay ga. Asma e husna ye hain “ ﯿﺎﺍﻭﻞ ﯿﺎﺑﺎﺮﺉ ﯿﺎﻤﺻﻮﺮ ﯿﺎﺨﺎﻟﻕ ﯿﺎﻤﺑﺪﺉ ” (Ref : Naway e Salaheen pg # 401)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.