Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question salam main nay apny bf say kasam khai allah ki k main kisi or sa bath nahi karti or is k ilawa bhi buht chezon ma main na allah ki jhoti kasam khai halanky wo kam ma na kiya howa tha but ma sach nahi bata saki dar lag raha tha ab buht dar lag raha ha k meryu sath kuch bura na hojaye main na allah ki jhoti kasam jo kha li halanky wokam kar chuki the ab ma kya karun?? 
Answer Ye jhoot bhi shumar hoga or Khuda ki zaat ki be-hurmati ka pehlu bhi hoga, agr qasam kha kr kaha hai to goya jhooti qasam khai hai or ye haram hai or kabhi kabhar to gunah e kabeera ban jata hai, or is ka kaffara Allah se toba w istighfar hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2638). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.