Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khumeni 
Question assalam-oalaykum khumeni sahab me aapse shadi ke mutabik sawal karna chahti ho aur wo ye ke meri umar 20 saal hain..aur mere kafi rishtey aa rahey hain..magar me chahti ho ke meri shadi meri apni pasand se ho magar muje kab aur kaha meri pasand mil jay iska muje khud ko bhi nahi pata.. aur muje darr is baat ka hain ke me shia hoo aur ek working girl bhi hoo .. to muje agar koi gair jamat ka larka mil gaya... maslan kissi ne pasand kia aur rishta bhejna chaha to me kia karuu...agar wo muje pasand aa jay to muje kia karna chaiye.. mana kar dena chaiye ya.. ussey mere shia rehney aur mujse shia mazhab se nikha karney ki ijazat maangni chaiye ??  
Answer We are extremely sorry for the late responce. 1) For a Shi`ah woman, there is no objection to marry a Muslim of another denomination as long as it does not lead to a depravity (e.g. when there is a fear for her to be deviated from her school of thought). Ref: Isteftaat Aqai Khamenai .Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.