Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question AGHA SAHAB MERAS MY BATA , BATI , OR BIWI KA HISA KITNA HY?HISABI SHAKAL MY LIKH KAR BATAEN?SHUKREYA. 
Answer Marne wale k maal se mali wajibaat nikaalne k bad jo maal bache us ka 1/8 hissa(bivi ko zameen se koe hissa nahi milta balkeh zameen k oper ki imarat, fasal or degar cheezo se hissa milta hay) biwi ko dene k baad jo maal bache wo is tarh taqseem Karen ge k bate ko beti k muqaable me dugana hissa mile ga. misaal k taur par marne wale ki aik biwi, aik beta aur aik beti ho aur meraas ki raqam 75,000 rs ho tu 9,375 rs. biwi ko 43750 rs. bete ko aur 21,875 rs beti. Milen ge. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2689-2723). Update on dated 06-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.