Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistani 
Question Agar koi shakhs murda mujtahid ki taqleed par baqi rahay is terha k zinda mujtahid ki taraf rujoo na kia jae to is k ghuzishta aamaal k baray mai kia hokum hai? 
Answer Is surat mai agar murda mujtahid zinda mujtahid k muqablay mai aalam(ziada ilm rakhta ho) ho to phir isi ki taqleed par baqi rehna wajib hai aur agar wo aalam na ho to phir zinda ki taraf ruju karna wajib hai aur is k aamal agar is mujtahid k fatway k mutabiq hain jis ki taqleed is waqt is par wajib hai to wo sahi shumar hoon gai aur os par koi zamidari nahi ho gi. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 1, sawaal # 1 , pg # 19) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.