Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question salam sir! mara sawal ya ha k kya muta k wak qabooliat k alfaz mard k liya adda karna zarori hain ya ejaab mard aur qabooliat aurat ki taraf say bhi ho sakta ha? 
Answer Nikah (daimi/mutah) mai ehtiyaat ki bina par aijaab qabool se pehle ho, Ehtiyat is men hai k eijaab aurat ki janib sai ho aur qa bool mard ki janib sai ho, Agrch is ka ulat bhi jaiz hai. Laikin merd agar aijab ka segha perhe tu wo zawwajtuka nah kahe balkeh zawwajtuki kahe. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 30-31, Eidition 1417 hij). Update on dated 21-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.