Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistani 
Question Jab kisi ko shak ho k khums os par wajib hua hai ya nhi ya shak ho k is nai khums ada kia hai ya nhi to is ki kia zimay dari hai? 
Answer Pehli surat mai jab kisi ko shak ho k khums os par wajib hua hai ya nhi to zaroori hai k jis miqdar mai khums wajib honay ka ehtimal hai is ki nisbat apnay mujtahid ya os k vakil sai musalihat karay. Jab k doosri surat mai jab shak ho k aap nai khums ada kia hai ya nhi to is surat mai khums ki adaigi wajib hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 1, sawaal # 87, pg # 53) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.