Answer |
Ek ghulam azad krna, 10 Faqeeron ko khana khalana ya in ko libaas pehnana or agr ye kam na ho sake to phir 3 din musalsal roza rakhna. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2633). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |