Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question ask mein jahan job karta hoon uske wajeh se meri asar & magrib ki namz kaza ho jati hai. aesi job karna mere liye KYA thik hai. agar 
Answer agar is mulazimat ko jari rakhna is musalman ki majboori hai to jaisay bhi mumkin ho waqt par aur ada (ki niyat se) namaz bajalae, agarchay ruku aur sujood kay liyay ishara karna paray. lekin yeh sirf aik farzi surat hai jo aaam halaat mein paish nahi aati. musalman ko chahiyeh key ho Khuda se daray aur aisi mulazimat ikhtiyaar na karay jis ki khatir shariyat ka woh aham farz tark karna paray jo ke deen ka sutoon (pillar) shumaar hota hai. REF: A.Sistani, jadeed fiqhi masail, pg no. 84, masla no. 87. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.